Select Lyric
[ 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 ]
[ A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z ]

Chunari Chunari
Chunnari Chunnari...
Lalganj Ke Lalbad Se Lal Chunariya Layi
Chunnari Chunnari...
Lal Rang Mein Daal Daal Ke Lal Lal Rangvayi
Chunnari Chunnari...
Aaja Na Chhule Meri Chunnari Sanam
Kuchh Na Maein Bolun Tujhe Meri Qasam
Aayi Jawaani Sar Pe Mere
Tere Pe Kya Karun Jawaani Pe Reham, Haye
Chunnari Chunnari...
Meri Chunnari Lal Rang Ki Sharmaye Ghabraye
Tu Jo Daale Is Pe Nazar Yeh Aur Lal Ho Jaye
Chunnari Chunnari...
Teri Chunnari Lipat Lipat Ke Paagal Mujhe Banaye
Pehle Se Hi Tadap Raha Tha Aur Mujhe Tadpaye
Jaane Tamanna Kar Na Aise Sitam
Kuchh Na Maein Bolun Tujhe Meri Qasam
Aayi Jawaani Sar Pe Mere
Tere Pe Kya Karun Jawaani Pe Reham, Haye
Chunnari Chunnari...
Chikne Chikne Badan Se Tere Sar Sar Chunnari Sarke
Aisa Lage Ke Bin Badal Ambar Pe Bijli Kadke
Chunnari Chunnari...
Ji Karta Hai Yeh Bijli Maein Tujhpe Aaj Giraaoon
Tujhko Bhar Loon Bahon Mein Yeh Chunnari Tujhe Udhaoon
Badhta Hi Jaye Dard Ho Na Yeh Kam
Kuchh Na Maein Bolun Tujhe Meri Qasam
Aayi Jawaani Sar Pe Mere
Tere Pe Kya Karun Jawaani Pe Reham, Haye
Chunnari Chunnari...


© Love2Pak - All rights are reserved
Privacy Policy    Terms of Use    A