Jai Jai Krishna
Jai Jai Krishna, Jai Jai Krishna - (2)
Daras Dikha De Mit Jaaye Trishna - (2)
Jai Jai Krishna, Jai Jai Krishna - (2)
Subah Pukaaru Shaam Pukaaru - (2)
Har Pal Tumhara Naam Pukaaru
Naam Tihaara Mohe Pyaara Itana
Jai Jai Krishna, Jai Jai Krishna - (2)
Jab Jab Dolein Jivan Naiya - (2)
Tab Tab Tum Ban Jaao Khivaiya
Dur Hai Dhaara Se Kinaara Kitana
Jai Jai Krishna, Jai Jai Krishna - (2)